- Chandigarh UT
- Creative Corner
- Dadra Nagar Haveli UT
- Daman and Diu U.T.
- Department of Administrative Reforms and Public Grievances
- Department of Biotechnology
- Department of Commerce
- Department of Consumer Affairs
- Department of Industrial Policy and Promotion (DIPP)
- Department of Posts
- Department of Science and Technology
- Department of Telecom
- Digital India
- Economic Affairs
- Ek Bharat Shreshtha Bharat
- Energy Conservation
- Expenditure Management Commission
- Food Security
- Gandhi@150
- Girl Child Education
- Government Advertisements
- Green India
- Incredible India!
- India Textiles
- Indian Railways
- Indian Space Research Organisation - ISRO
- Job Creation
- LiFE-21 Day Challenge
- Mann Ki Baat
- Manual Scavenging-Free India
- Ministry for Development of North Eastern Region
- Ministry of Agriculture and Farmers Welfare
- Ministry of Chemicals and Fertilizers
- Ministry of Civil Aviation
- Ministry of Coal
- Ministry of Corporate Affairs
- Ministry of Culture
- Ministry of Defence
- Ministry of Earth Sciences
- Ministry of Education
- Ministry of Electronics and Information Technology
- Ministry of Environment, Forest and Climate Change
- Ministry of External Affairs
- Ministry of Finance
- Ministry of Health and Family Welfare
- Ministry of Home Affairs
- Ministry of Housing and Urban Affairs
- Ministry of Information and Broadcasting
- Ministry of Jal Shakti
- Ministry of Law and Justice
- Ministry of Micro, Small and Medium Enterprises (MSME)
- Ministry of Petroleum and Natural Gas
- Ministry of Power
- Ministry of Social Justice and Empowerment
- Ministry of Statistics and Programme Implementation
- Ministry of Steel
- Ministry of Women and Child Development
- MyGov Move - Volunteer
- New Education Policy
- New India Championship
- NITI Aayog
- NRIs for India’s Growth
- Open Forum
- PM Live Events
- Revenue and GST
- Rural Development
- Saansad Adarsh Gram Yojana
- Sakriya Panchayat
- Skill Development
- Smart Cities
- Sporty India
- Swachh Bharat (Clean India)
- Tribal Development
- Watershed Management
- Youth for Nation-Building
How Sustainable Management of Natural Resources may achieve Food & Rural livelihood security in India?

Start Date :
Feb 10, 2015
Last Date :
Aug 31, 2015
00:00 AM IST (GMT +5.30 Hrs)
As the Indian population continues to grow there will be an immense competition for natural resources while achieving food, nutritional, environmental and livelihood security in ...
tree plantation in nandigama, Krishna District, Andhrapradesh
NGT has put into focus the LOUD NOISE generated by the SO-CALLED GREEN DTC-CNG BUSES. Since they cause NOISE POLLUTION, the DTC buses are NOT GREEN actually. So, how do you reduce the noise? Easily done! But Govt will not do so while the Delhi public will go deaf as the NGT has declared. If we are really serious, we can easily reduce the NOISE with minimal investment. Then the DTC Buses can be classified as REALLY GREEN.
Recently Barack Obama has taken the hugest step ever taken to protect his country's environment. Why didn't India taken such step? Is only America capable of doing it? You must promote green house harvesting, sprinkle method, bio-toilets, solar panels
Modiji, Special subsidies were given to those who practicing organic farming through concerned Agricultural Offices. Make National portal for registering such farmers. Inspect & provide subsidy for the right person. This will attract more youths to bio farming which ultimately leads to sustainable development.
Mere Liye Pasand bilkul SADHARAD hai, Vyaktigat roop se Mujhe lagta hai ki hamare paas JAWIK KHAD wali kheti ki taraph Aage Badhne ke Shiway Anya koi Vikalp NAHI hai aur Main chahunga ki Es Disha mein Sarkar aisa Prayas kare ki har Kisan JAWIK KHAD wali Kheti ko karna Sabse Behtar Vikalp Samjhe aur jab tak Pure Bharat mein aisa Nahi hota tab tak hume ek Sarkari Vyavstha ki Jarurat hai jo Pure BHARAT DESH ke Bajaro mein aane wali Khadya Samagri ki Nigrani kar sake.Shubhratri !
Andhra Pradesh mein Kitnasko ke bina Kheti ka Prayog kuchh Gawo mein 225 Akad Bhumi mein suru hua aur yah Prayog itna SAFAL raha ki ab yah 35 LAKH AKAD mein Phail gaya hai , Sikkim Desh ka Pahla Rajya hai jaha puri tarah JAWIK KHAD wali Kheti ko Apna liya gaya hai, kuchh aur Rajya bhi Sikkim ki Raah mein Aage Badne ka Prayas kar rahe hai aur Main chahung ki Aap ese Safal banaye.
Agar Kitnasak Hume Prabhavit kar rahe hai to yah Sawal bhi Uthna chahiye ki un Kisano par eska KYA asar pad raha hoga jo eska Istemal kar rahe hai, Sachchai yah hai wo Sabse Pahle aur sabse Adhik en KHATRO se GHIRTE hai. Krisi mein lage logo ki Swasth Sambandhi Samasyao ka yah Sabse Bada karad mana jata hai,iske saath hi Kisano ke Karj ke Sankat mein fasne ki yah Sabse Badi wajah Mani jati hai ki Unhe MAHANGE Kitnasak Kharidne Padte hai.
Es Prakriya mein wo Apne ander aisi Pratirodhak Shakti Viksit kar lete hai ki Unpar Kitnasak Dawaye koi Asar Nahi karti hai, es tarah en Kito ko Marne ke liye Apko aur Adhik Kitnasko ka Chhidkaw karna padta hai. Yah Ek KHATARNAK CHAKRA hai jo chalta rahta hai , ek aisa Chakra jisme hum Apne Mitra Kito ko Lagatar Maar rahe hai aur Apne Khane Pine mein Adhik se Adhik JAHAR Ghol rahe hai.
Prakriti apne tarike se chijo ko santulit karti hai isliye jo kite hamari fasal ko khate hai unhe khane wale kite bhi hai.Ek to Sakahari kit hai jo fasalo ko khakar jinda rahte hai aur dusre jo fasal khane wale kito ko Apne Aahaar banate hai. Kitnasak dawaye en dono mein koi Bhed Nahi karti hai,Yah ek Jahar hai jo dono tarah ke kito ko Marta hai.Lihaja apne Mitra kito ko Maar Dalne ke baad Hamare paas aise kit bach jate hai jo Kitnasko se khud ko kisi tarah bacha lete hai .
Kit aur Kide –Makode hamare Krisi Utpado ko Kaphi Nuskan pahuchate hai , lihaja unhe Marne ke liya jin dawao ka hum Istemal karte hai,unhe Kitnasak kaha jata hai. Kitnasak Dawaye Mul Roop se JAHAR hoti hai.Fasal par jo Kitnasak chidka jata hai uska kewal 5-10% hi Kito par girta hai baki Bhumi mein sama jata hai, es tarah yah jahar hamare khane tak pahuchta hai.