Home | MyGov

Accessibility
ऐक्सेसिबिलिटी टूल
कलर एडजस्टमेंट
टेक्स्ट साइज़
नेविगेशन एडजस्टमेंट

Inviting ideas for Mann Ki Baat by Prime Minister Narendra Modi on 30th June 2024

Inviting ideas for Mann Ki Baat by Prime Minister Narendra Modi on 30th June 2024
आरंभ करने की तिथि :
Jun 15, 2024
अंतिम तिथि :
Jun 28, 2024
18:15 PM IST (GMT +5.30 Hrs)
प्रस्तुतियाँ समाप्त हो चुके

Hon'ble PM Narendra Modi looks forward to sharing his thoughts on themes and issues that matter to you. Prime Minister invites you to share your ideas on topics he should address ...

Hon'ble PM Narendra Modi looks forward to sharing his thoughts on themes and issues that matter to you. Prime Minister invites you to share your ideas on topics he should address on the 111th Episode of Mann Ki Baat.

Send us your suggestions on the themes or issues you want the Prime Minister to speak about in the upcoming Mann Ki Baat episode. Share your views in this Open Forum or alternatively, you can also dial the toll-free number 1800-11-7800 and record your message for the Prime Minister in either Hindi or English. Some of the recorded messages may become part of the broadcast.

You can also give a missed call on 1922 and follow the link received in SMS to directly give your suggestions to the Prime Minister.

And stay tuned to Mann Ki Baat at 11:00 AM on 30th June 2024.

फिर से कायम कर देना
3439 सबमिशन दिखा रहा है
Neha Kushwaha
Neha Kushwaha 1 year 10 महीने पहले
UP govt dwara July August mah mein 35 karod paudhe lagaye jaenge. Isi prakar anya pradeshon mein bhi paudha ropan ka karykram varsh bhar sanchalit rahta hai. Parantu yah paudhe, ped banne tak ka safar tay karne mein apne aap ko hi khatm kar lete hain. Vajah spasht hai ki logon ke pass jameen simit hai aur bhi apni simit jagah mein apni jarurat aur pasand ke paudhe ropit karna chahte hain, Jo unhen nishulk nahin mil paate hain. Isliye hamara yah sujhav hai ki yadi koi vyakti paudhe ropit karna chahta hai to use kisi bhi nursery se nishulk paudha prapt karne ki chhut mile. Sarkar ko chahiye ki vah ichchuk logon ko hi unki pasand ka paudha vitarit kare. Tab har prakriti sanrakshak vyakti unki behtar dekhbhal karega aur ropit sabhi paudhon ko ped banane ke liye atmik judav rakhkar unki parvarish Karega. Humne apni muhim Purvajon ki Yad Mein Paudhropan ke tahat 7 March 2015 se lekar ab tak 3161 paudhe ropit kiye hain. jinhen humne logon ki jarurat aur unki pasand ke paudhe diye hain.
mygov_171946538146108221