Susmita Sabui
8 महीने 2 सप्ताह पहले
Sir pranam,
Mai Susmita Sabui is Desh ki West Bengal ki kolkata ki ek nagarik hu,jo aap ki tarha mai bhi Bharat Mata ki Bhumi ki barre pe soch ti hu, serf Bharat Bhumi ke liye hi nehi pure Earth ke bare pe bhi gambhir hoke soch te hu.
Independence day jo 1947 ki 15 th August haam nagoriko ko mile, lekin haam West Bengal pe abhi bhi swadhin nehi hai, aam juva ki chakri nehi hai,Sikhsh ki halat abhi bhi kharap hai.
haam COVID 19 ke time pure deshbasio ko dekh ki unnati ki bare pe sochne ke liye ek jut hoke hingsha,lov,igo tayag karke kuch karne ke liye kaha gaya tha. fair bhi hamare desh sabhi desh se ekdam abbal number pe nehi aye hai, abhi bhi deer hai, UPI pure bisha pe pouchna hai, export or jada barana hoga. is desh ki choti choti cheez ko bhi jada se jada export karna hoga.
Nari ki suraksha or zada barana hoga.abhi bhi nari osurakshit hai.
Deshi sabji ko allu ki tarah kaam se kaam rupiya ek daam fixed price hona chahiye.
Jai Hind 🙏
6 th July 2025
पसंद
(1)
नापसन्द
(0)
जवाब दो
स्पैम की रिपोर्ट करें
